
ek nai subha, ek nai nazar
ek nai kiran, ek nai raah
ek nai chaah, ek nai aarzoo
ek nai muskaan, ek nai daastan
ek naya hijaab, ek naya qaasid
ek naya raaz, ek naya andaz
ek nai subha, ek naya pehgaam
naya hai yeh manzar, naya hai yeh mann ab
nai si is zindagi mai ab purani si nahi hai
yeh ek aarzoo bhi ..
akanksha..
| Vijay | 29 Nov 2007, 17:44 |
![]() | |
| "+s_+" | ![]() |
![]() |
| "+s_title+" |